Bashir Badr
*****
Sau khuloos baton mein sab karam khayalon mein
Sau khuloos baton mein sab karam khayalon mein
Bas zara wafa kam hai tere shehar walon mein
Pahli baar nazron ne chand bolte dekha
Ham jawab kya dete kho gaye sawalon mein
Yun kisi ki ankhon mein subh tak abhi they ham
Jis tarah rahe shabnam phool ke piyalon mein
Raat teri yadon ne dil ko is tarah chheda
jaise koi chutki Ie nann nann gal on me in
Meri aankh ke taare ab na dekh paoge
Raat ke musafir they kho gaye ujalon mein
Jaise aandhi raat ke bad chand neend mein chonke
Wo gulab ki jumbish un siyaah balon mein
Bashir Badr
<—Us dar ka darban bana de ya Allah Patthar ke jigar walo gham mein wo rawani hai—->
Bashir Badr ki Ghazalon aur Shayariyon ka sangrah
*****
सौ ख़ुलूस बातों में सब करम ख़यालों में
सौ ख़ुलूस बातों में सब करम ख़यालों में
बस ज़रा वफ़ा कम है तेरे शहर वालों में
पहली बार नज़रों ने चाँद बोलते देखा
हम जवाब क्या देते खो गये सवालों में
यूं किसी की आँखों में सुबह तक अभी थे हम
जिस तरह रहे शबनम फूल के पियालों में
रात तेरी यादों ने दिल को इस तरह छेड़ा
जैसे कोई चुटकी ले नर्म नर्म गालों में
मेरी आँख के तारे अब न देख पाओगे
रात के मुसाफ़िर थे खो गये उजालों में
जैसे आधी शब के बाद चाँद नींद में चौंके
वो गुलाब की जुंबिश उन स्याह बालो में
बशीर बद्र
<—उस दर का दरबान बना दे या अल्लाह पत्थर के जिगर वालों ग़म में वो रवानी है—->
बशीर बद्र कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Best, Latest, Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Sher, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, शेर
Ausaf Ansari says
Waah waah bahot umda peshkash 🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷👌 👌👌👌👌👌 allah basheer badr sahab ko ek lambi umr ata farmaye