Bashir Badr
*****
Gulon ki tarh hum ne zindagi ko is qadar jana
Gulon ki tarh hum ne zindagi ko is qadar jaana
Kisi ki zulf mein ik raat sona aur bikhar jaana
Agar aise gaye to zindagi par harf aayega
Hawaon se Iipatna titliyon ko choom kar jaana
Dhunak ke rakh diya tha baadlon ko jin parindon ne
Unhen kisne sikhaaya apne saaye se bhi dar jaana
Kahaan tak ye diya beemar kamre ki fiza badle
Kabhi turn eik mutthi dhoop in taaqon me bhar jaana
Isi me aafiat hai ghar me apne chain se baithho
Kisi ki simt jaana ho to raste me utar jaana
Bashir Badr
<——Chand ka tukda na sooraj ka numainda hoon Mujhe bhulaye kabhi yaad karke roye bhi—>
Collection of Bashir Badr Ghazals and Shayari
*****
गुलों कि तरह हम ने ज़िंदगी को इस कदर जाना
गुलों कि तरह हम ने ज़िंदगी को इस कदर जाना
किसी कि ज़ुल्फ़ में इक रात सोना और बिखर जाना
अगर ऐसे गए तो ज़िंदगी पर हर्फ़ आयेगा
हवाओं से लिपटना तितलियों को चूम कर जाना
धुनक के रख दिया था बादलों को जिन परिंदों ने
उन्हें किसने सिखाया अपने साये से भी डर जाना
कहाँ तक ये दिया बीमार कमरे कि फ़िज़ां बदले
कभी तुम एक मुट्ठी धुप इन ताकों में भर जाना
इसी में आफिअत है घर में अपने चैन से बैठो
किसी कि स्मित जाना हो तो रस्ते में उतर जाना
बशीर बद्र
<——चाँद का टुकड़ा न सूरज का नुमाइन्दा हूँ मुझे भुलाये कभी याद कर के रोये भी—>
बशीर बद्र कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Best, Latest, Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Sher, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, शेर
Join the Discussion!