Ajab Gajab

Status, Shayari, Message, Vrat Katha, Pauranik Katha, Jyotish, News, Hindi Story, Religion, Health, Poem, Jokes, Kavita, Geet, Gazal, Wishes, SMS, Interesting Facts

Menu
  • Pauranik Katha
  • Jyotish
  • Quotes
  • Shayari
  • Amazing India
  • Self Improvment
  • Health
  • Temple
  • Bizarre
Menu
Ahmad Faraz Dard Shayari

Ahmad Faraz Dard Shayari | अहमद फ़राज़ दर्द शायरी

Posted on April 24, 2019 by Pankaj Goyal

Ahmad Faraz Dard Shayari, Images, Pics, WhastApp, Best,  अहमद फ़राज़ दर्द शायरी

*****

जब तेरा दर्द मेरे साथ वफा करता है
एक समंदर मेरी आँखों में बहा करता है

Dosti Shayari by Ahmad Faraz | दोस्ती शायरी – अहमद फ़राज़

Ahmad Faraz Dard Shayari

Ahmad Faraz Dard Shayari

Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Ek Samandar Meri Aankhon Mein Baha Karta Hai

*****

तन्हाइयों के दर्द से खूब वाकिफ था वो फ़राज़
फिर भी दुनिया में मुझे तनहा बनाया उसने

Tanhaaiyon Ke Dard Se Khoob Waaqif Tha Wo Faraz
Phir Bhi Duniya Mein Tanha Banaaya Usne

*****

ज़िक्र उस का ही सही बज़्म में बैठे हो फ़राज़
दर्द कैसा भी उठे हाथ न दिल पर रखना

Zikr Usi Ka Sahi Bazm Mein Baithe Ho Faraz
Dard Kaisa Bhi Uthe Haath Na Dil Par Rakhna

*****

कौन कहता है मोहब्बतों में दर्द है फ़राज़
कुछ मोहब्बतें भो बड़ी अज़ीयतनाक होती हैं

Kaun Kahta Hai Mohabbaton Mein Dard Hai Faraz
Kuchh Mohabbatein Bhi Badi Azziyatnaak Hoti Hain

*****

एक नफ़रत ही नहीं दुनियां में दर्द का सबब फ़राज़
मोहब्बत भी सकून वालों को बड़ी तकलीफ देती है

Ahmad Faraz Dard Shayari Images

Ek Nafart Hi Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab Faraz
Mohabbat Bhi Sakoon Waalon Ko Badi Takleef Deti Hai

*****

कौन तोलेगा हीरों में अब तुम्हारे आंसू फ़राज़
वो जो एक दर्द का ताजिर था दुकां छोड़ गया

Kaun Tolegaa Heeron Mein Ab Tumhaare Aansoo Faraz
Wo Jo Ek Dard Ka Taazir Tha Dukaan Chhod Gaya

*****

टुटा तो हूँ पर अभी बिखरा नहीं ‘फ़राज़’
मेरे बदन पे जैसे शिकस्तों का जाल हो

Tuta To Hoon Par Abhi Bikhara Nahi Faraz
Mere Badan Pe Jaise Shikaston Ka Jaal Ho

*****

सब ख्वाहिशें पूरी हो फ़राज़ ऐसा नहीं है
जैसे कई अशआर मुकम्मल नहीं होते

Sab Khwahishein Puri Ho Faraz Aesa Nahi Hai
Jaise Kai Ashaar Mukammal Nahi Hote

*****

आसन नहीं आबाद करना घर मोहब्बत का फ़राज़
ये उनका काम है जो ज़िन्दगी बरबाद करते हैं

Ahmad Faraz Dard Shayari

Aasna Nahi Aabaad Karna Ghar Mohabbat Ka Faraz
Ye UNka Kaam Hai Jo Zindagii Barbaad Karte Hain

*****

इस दफा तो बारिशें रूकती ही नहीं फ़राज़
हमने आँसू क्या पिए सारे मौसम रो पड़े

Is Dafa To Baarishein Rukti Nahi Faraz
Hamne Aansoo Kya Piye Sare Mausam Ro Pade

*****

किसी बेवफा के खातिर ये जुनूँ फ़राज़ कब तक
जो तुम्हे भुला चुका है उसे तुम भी भूल जाओ

Kisi Bewafa Ke Khatir Ye Junoon Faraz Kab Tak
Jo Tumhein Bhula Chuka Hai Use Tum Bhi Bhool Jaao

*****

जो ज़हर पी चूका हूँ तुम्ही ने मुझे दिया
अब तुम तो ज़िंदगी की दुआएं मुझे न दो

Jo Zahar Pee Chunka Hoon Tumhi Ne Mujhe Diya
Ab Tum To Zindagii Ki Duaayen Mujhe Na do

*****

तेरी बाते ही सुनाने आये
दोस्त भी दिल ही दुखाने आये

Teri Baate Hii Sunaane Aaye
Dost Bhi Dil Hii Dukhaane Aaye

*****

मुझ से बिछड़ के तू भी तो रोयेगा उम्र भर
ये सोच ले कि मैं भी तेरी ख्वाहिशों में हूँ

Mujh Se Bichhad Ke Tu Bhi Royegaa Umar Bhar
Ye Soch Le Ki Main Bhi Teri Khwaahishon Mein Hoon

*****

वो ज़िन्दगी हो के दुनिया फ़राज़ क्या कीजे
के जिस से भी इश्क करो बेवफा निकलती है

Wo Zindagii Ho Ke Duniya Faraz Kya Kije
Ke Jis Se Bhi Ishq Karo Bewafa Nikalti Hai

*****

ज़माने के सवालों को मैं हंस के टाल दूं फ़राज़
लेकिन नमी आंखों की कहती है ‘मुझे तुम याद आते हो’

Zamane Ke Sawalon Ko Main Hans Ke Taal Doon Faraz
Lekin Nami Aankhon Ki Kahti Hai ‘Mujhe Tum Yaad Aate Ho’

*****

रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आ
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आ

Dil Shayari by Ahmad Faraz | अहमद फ़राज़ की दिल शायरी

Ahmad Faraz Dard Shayari

Ahmad Faraz Dard Shayari

Ranjish Hi Sahi Dil Dukhane Ke Liye Aa
Aa Phir Se Mujhe Chhod Ke Jaane Ke Liye Aa

*****

अहमद फ़राज़ की ग़ज़लों और गीतों का संग्रह

प्रसिद्ध शायरों की शायरियों का विशाल संग्रह

*****
Tag : New, Best, Latest, Famous, Two Line, Four Line, Hindi, Urdu, Shayari, Sher, Ashaar, Collection, Shyari, Dard, नई, नवीनतम, लेटेस्ट, प्रसिद्ध, हिंदी, उर्दू, शायरी, शेर, अशआर, संग्रह, दर्द

Related posts:

Hanuman Jayanti Ki Shubhkamnae
अमित राज श्रीवास्तव की ग़ज़लों से 10 बेहतरीन शायरी
Happy Nag Panchami Shayari Images
मनीष नंदवाना 'चित्रकार' राजसमंद द्वारा रचित रचनाओं का संग्रह
Saaya Shayari | साया शायरी
भारतीय वायु सेना दिवस शायरी स्टेटस कोट्स
Happy Engineers Day Shayari Images
उड़ान से पहले - बस्ती कुम्हारों की Basti kumharon ki
उड़ान से पहले - भाई बिना तुम्हारे Bhai Bina Tumhare
Rang Panchami Marathi Shayari Wishes Messages Status SMS

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Daily Horoscope

04/17/26

Pages

  • AdTest
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Guest Post & Sponsored Post
  • Privacy Policy
©2026 Ajab Gajab | Design: Newspaperly WordPress Theme