Ajab Gajab

Status, Shayari, Message, Vrat Katha, Pauranik Katha, Jyotish, News, Hindi Story, Religion, Health, Poem, Jokes, Kavita, Geet, Gazal, Wishes, SMS, Interesting Facts

Menu
  • Pauranik Katha
  • Jyotish
  • Quotes
  • Shayari
  • Amazing India
  • Self Improvment
  • Health
  • Temple
  • Bizarre
Menu
2 Line Dard Shayari

2 Line Dard Shayari | 2 लाइन दर्द शायरी

Posted on April 22, 2019May 9, 2019 by Pankaj Goyal

2 Line Dard Shayari, Hindi, Pain Shayari, Images, Pics, WhatsAPp, Facebook, Best, 2 लाइन दर्द शायरी

*****

मुझको ढूढ़ लेता है हर रोज नए बहाने से
दर्द हो गया है वाकिफ मेरे हर ठिकाने से

Mujhko dhoondh leta hai har roz naye bahaane se
Dard ho gaya hai waaqif mere har thikaane se

2 Line Dard Shayari

2 Line Dard Shayari

*****

शीशा तो टूट कर, अपनी कशिश बता देता है
दर्द तो उस पत्थर का हैं, जो टुटने के काबिल भी नही

Sheesha to toot kar, apni kashish bata deta hai
Dard to us patthar ka hai, jo tootane ke kaabil bhi nahi

*****

वो जान गयी थी, हमे दर्द में मुस्कराने की आदत हैं
वो रोज नया जख्म देती थी मेरी ख़ुशी के लिए

Wo jaan gayi thi, hamein dard mein muskuraane ki aadat hai
Wo roz naya zakhm deti thi meri khushi ke liye

*****

तेरा और मेरा इतना ही किस्सा हैं
तू मेरे दर्द का एक अहम हिस्सा हैं

Tera aur mera itna hi kissa hai
Too mere dard ka ek aham hissa hai

*****

कर लेता हूँ बर्दाश्त हर दर्द इसी आस के साथ
कि खुदा नूर भी बरसाता है आज़माइशों के बाद

Kar leta hoon bardaasht har dard isi aas ke saath
Ki khuda noor bhi barsata hai aazmaaisho ke baad

*****

और भी कर देता है मेरे दर्द में इज़ाफ़ा
तेरे रहते हुए गैरों का दिलासा देना

Aur bhi kar deta hai mere dard mein izaafa
Tere rahte hue gairon ka dilaasa dena

2 Line Aankhein Shayari | 2 लाइन आँखे शायरी

2 Line Dard Shayari Pics

2 Line Dard Shayari Images

*****

दर्द बनकर ही रह जाओ… हमारे साथ
सुना है दर्द बहुत वक़्त तक साथ रहता है

Dard bankar hi rah jaao hamaare saath
Suna hai dard bahut waqt tak saath rahta hai

*****

अजीब पैमाना है यहाँ शायरी की परख का
जिसका जितना दर्द, शायरी उतनी ही अच्छी

Ajeeb paimaana hai yahan shayari ki parakh ka
Jiska jitna dard, shayari utani acchi

*****

सब सो गए अपना दर्द अपनों को सुना के
कोई होता मेरा तो मुझे भी नींद आ जाती

Sab so gaye apna dard apno ko suna ke
Koi hota mera to mujhe bhi neend aa jaati

*****

नफ़रत करना तो कभी सीखा ही नहीं जनाब
हमने दर्द को भी चाहा है अपना समझ कर

Nafrat karna to kabhi seekha hii nahi janaab
Hamne dard ko bhi chaaha hai apna samjh kar

*****

सब से छुपा कर दर्द जो वो मुस्कुरा दिया
उसकी हँसी ने तो आज मुझे रुला दिया

Sab se chhupa kar dard jo wo muskura diya
Uski hansi ne to aaj mujhe rula diya

2 Line Judai Shayari | 2 लाइन जुदाई शायरी

Latest 2 Line Dard Shayari

2 Line Dard Shayari Pics

*****

उस के दिल पर भी, क्या खूब गुज़री होगी
जिसने इस दर्द का नाम, मोहब्बत रखा होगा

Us ke dil par bhi, kya khoob gujari hogi
Jisne is dard ka naam, mohabbat rakha hoga

*****

दर्द तो ऐसे पीछे पड़ गया है मेरे
जैसे मैं उसकी पहली मोहब्बत हूँ

Dard to aese peechhe pad gaya hai mere
Jaise mein uski pahali mohabbat hoon

*****

अब कोई दर्द दर्द नहीं लगता ऐ सनम
तेरे दिए हुए दर्द ने तो कमाल कर दिया

Ab koi dard dard nahi lagta ae sanam
Tere diye hue dard ne to kamaal kar diya

*****

न किया कर अपने दर्द को शायरी में बयां ऐ दिल
कुछ लोग टूट जाते हैं इसे अपनी दास्ताँ समझ कर

Na kiya kar apne dard ko shaayri mein bayaan ae dil
Kuchh log toot jaate hain ise apni daastaan samajh kar

*****

सुनसान सी लग रही है ये शायरों की बस्ती
क्या किसी के दिल में दर्द नहीं रहा

Sunsaan si lag rahi hai ye shayaron ki basti
Kya kisi ke dil mein dard nahin raha

2 Line Bewafa Shayari | 2 लाइन बेवफा शायरी

2 Line Dard Shayari For WhatsApp

*****

दर्द का मेरे यकीन आप करें या न करें
इल्तिज़ा है के इस राज़ का चर्चा न करे

Dard ka mere yakeen aap kare ya na kare
Iltiza hai ki is raaz ki charcha na kare

*****

जब्त कहता है ख़ामोशी से बसर हो जाये
दर्द की ज़िद्द है कि दुनिया को खबर हो जाये

Zabt kahta hai khamoshi se basar ho jaaye
Dard ki zid hai ki duniya ko kahabr ho jaaye

*****

बहुत दर्द हैं ऐ जान-ए-अदा तेरी मोहब्बत में
कैसे कह दूँ कि तुझे वफ़ा निभानी नहीं आती

Bahut dard hain ae jaan-e-adaa teri mohabbat mein
Kaise kah doon ki tujhe wafa nibhani nahi aati

*****

मेरी फितरत ही कुछ ऐसी है कि
दर्द सहने का लुत्फ़ उठाता हूँ मैं

Meri fitrat hii kuchh aesi hai ki
Dard sahne ke lutf uthaata hoon main

*****

क्यों गरीब समझते हैं मुझे ये जहां वाले
हजारों दर्द की दौलत से मालामाल हैं हम

Kyon gareeb samjhte hain muje ye jahan waale
Hazaaon dard ki daulat se maalaamaal hain ham

2 Line Bewafai Shayari | 2 लाइन बेवफाई शायरी

2 Line Dard Shayari For Facebook

*****

दर्द की चाहत किसे होती है मेरे यारो
ये तो मोहब्बत के साथ मुफ़्त में मिलता है

Dard ki chaahat kise hoti hai mere yaaro
Ye to mohabbat ke saath muft mein milta hai

*****

तू मेरी चाहत का एक लफ्ज भी ना पढ सकी
मै तेरे दिए हुए दर्द कि किताब पड़ते पड़ते अक्सर सो जाता हूँ

Tu meri chaahat ka ek lafz bhi na padh sako
Main tere diye hue dard ki kitaab padte padte aksar so jaata hoon

*****

ज़हर देता है कोई, कोई दवा देता है मुझे
जो भी मिलता है मेरा दर्द बढ़ा देता है

Zahar deta hai koi, koi dawa deta hain mujhe
Jo bhi milta hai mera dard badha deta hai

*****

क़ाश कोई ऐसा हो, जो गले लगा कर कहे
तेरे दर्द से, मुझे भी तकलीफ होती है

Kaash koi aesa ho, jo gale lagaa kar kahe
Tere dard se, mujhe bhi taqleef hoti hai

*****

तलाश कर मेरी कमी को अपने दिल में एक बार
दर्द हो तो समझ लेना मोहब्बत अभी बाकी है

Talaash kar meri kami ko apne dil mein ek baar
Dard ho to samjh lena mohabbat abhi baaki hai

2 Line Maa Shayari | 2 लाइन माँ शायरी

2 Line Dard Shayari

*****

जीने के लिए सोचा ही नहीं दर्द सँभालने होंगे
मुस्कराए तो मुस्कराने के क़र्ज़ उठाने होंगे

Jeene ke liye socha hi nahi dard sambhaalne honge
Muskuraaye to muskuraane ke karz uthaane honge

*****

दर्द के लम्हे कब हम पर आसान बने
जो दर्द आँसू न बन सके वो तूफ़ान बने

Dard ke lamhe kab ham par aasan bane
Jo dard aansoo na ban sake wo toofan bane

*****

किस्मत में लिखा था आशना दर्द से होना
तू ना मिलता तो किसी और से बिछड़े होते

Kismat mein likha tha aashna dard se hona
Tu na milta to kisi aur se bicchade hote

*****

शायरी का शौक नहीं, और नाही कारोबार मेरा
बस दर्द जब सह नहीं पाता, तो लिख लेता हूँ

Shayari ka shauk nahi, aur naahi kaarobaar mera
Bas dard jab sah nahi paata, to likh leta hoon

2 Line Pita Shayari | 2 Line Shayari On Father

Best 2 Line Dard Shayari

2 Line Dard Shayari

*****

पास जब तक वो रहे दर्द थमा रहता है
फैलता जाता है फिर आँख के काजल की तरह

Paas jab tak wo rahe dard thama rahta hai
Failta jaata hai phir aankh ke kaajal ki tarah

*****

लोग कहते है हर दर्द की एक हद होती है
शायद उन्होंने मेरा हदों से गुजरना नहीं देखा

Log kehate hai har dard ki ek had hoti hai
Shaayad unhone mera hado se gujarna dekh nahi

*****

जब फुरसत मिले चाँद से मेरे दर्द की कहानी पूछ लेना
सिर्फ एक वो ही है मेरा हमराज तेरे जाने के बाद

Jab fursat mile chaand se mere dard ki kahani punchh lena
Sirf ek wo hi hai mera hamraaz tere jaane ke baad

*****

न लफ़्ज़ों से लहू बहता है न किताबें बोल पाती हैं
मेरे दर्द के दो ही गवाह थे दोनों ही बेजुबान निकले

Na lafzon se lahoo bahta hai na kitaabein bol paati hai
Mere dard ke do hii gawah the dono hii bejubaan nikale

*****

अब ये न पूछना कि ये अल्फ़ाज़ कहाँ से लाता हूँ
कुछ चुराता हूँ दर्द दूसरों के कुछ अपनी सुनाता हूँ

Ab ye na puchhana ki ye alfaaz kaha se laata hoon
Kucch churata hoon dard dusaron ke kuchh apni sunaata hoon

2 Line Dosti Shayari | 2 लाइन दोस्ती शायरी

2 Line Dard Shayari

*****

नफ़रत करना तो हमने कभी सीखा ही नहीं
मैंने तो दर्द को भी चाहा है अपना समझ कर

Nafrat karna to hamne kabhi seekha hi nahi
Maine to dard ko bhi chaaha hai apnaa samjh kar

*****

दर्द सहने की आदत कुछ इस कदर हो गई
की जब दर्द नहीं मिलता तो दर्द होता है

Dard sahne ki aadat kuchh is kadar ho gai hai
Ki jab dard nahi miltaa to dard hota hai

*****

मेरी हर शायरी दिल के दर्द को करेगी बयाँ
तुम्हारी आँख ना भर आयें कहीं पढ़ते पढ़ते

Meri har shayari dil ke dard ko karegii bayaan
Tumhaari aankh na bhar aaye kahin padhte padhte

*****

मुझे क़बूल है हर दर्द, हर तकलीफ़ तेरी चाहत में
सिर्फ़ इतना बता दे, क्या तुझे मेरी मोहब्बत क़बूल है

Mujhe kabool hai har dard, har taqleef teri chaahat mein
Sirf itna bata de, kyaa tujhe meri mohabbat kabool hai

*****

बयाँ करना मोहब्बत को आसान ना हुआ था
ये तो दर्द है कैसे कह दूँ कि ये तुमने दिया है

Bayaan karna mohabbat ko aasaan na hua tha
Ye to dard hai kaise kah doon ki ye tumne diya hai

2 Line Dua Shayari | 2 लाइन दुआ शायरी

2 Line Dard Shayari Images

प्रसिद्ध शायरों की शायरियों का विशाल संग्रह

New, Best, Latest, Famous, Two Line, Hindi, Urdu, Judai, Shayari, Sher, Ashaar, Collection, Shyari,  नई, नवीनतम, लेटेस्ट, प्रसिद्ध, हिंदी, उर्दू, शायरी, शेर, अशआर, संग्रह,

*****

Related posts:

Hanuman Jayanti Ki Shubhkamnae
अमित राज श्रीवास्तव की ग़ज़लों से 10 बेहतरीन शायरी
Happy Nag Panchami Shayari Images
मनीष नंदवाना 'चित्रकार' राजसमंद द्वारा रचित रचनाओं का संग्रह
Saaya Shayari | साया शायरी
भारतीय वायु सेना दिवस शायरी स्टेटस कोट्स
Happy Engineers Day Shayari Images
उड़ान से पहले - बस्ती कुम्हारों की Basti kumharon ki
उड़ान से पहले - भाई बिना तुम्हारे Bhai Bina Tumhare
Rang Panchami Marathi Shayari Wishes Messages Status SMS

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Daily Horoscope

05/03/26

Pages

  • AdTest
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Guest Post & Sponsored Post
  • Privacy Policy
©2026 Ajab Gajab | Design: Newspaperly WordPress Theme