Ajab Gajab

Status, Shayari, Message, Vrat Katha, Pauranik Katha, Jyotish, News, Hindi Story, Religion, Health, Poem, Jokes, Kavita, Geet, Gazal, Wishes, SMS, Interesting Facts

Menu
  • Pauranik Katha
  • Jyotish
  • Quotes
  • Shayari
  • Amazing India
  • Self Improvment
  • Health
  • Temple
  • Bizarre
Menu
Tabah Shayari

Tabah Shayari | तबाह शायरी

Posted on May 15, 2019June 4, 2019 by Pankaj Goyal

Tabah Shayari, Hindi, Images, Pics, WhatsApp, Facebook, New, Best, Latest

*****

मैं बहुत अजीब हूँ, इतना अजीब हूँ की बस
खुद को तबाह कर लिया और मलाल भी नहीं

जॉन एलिया

Mian bahut ajeeb hoon, itna ajeeb hoon ki bas
Khud ko tabah kar liya aur malaal bhi nahi

Jaun Elia

Tabahi Shayari | तबाही शायरी

Tabah Shayari

Tabah Shayari

*****

बड़ी बेखबर हो गई है ज़िन्दगी सोच-सोच कर
जितने भी ख्याल आये सबने तबाह कर दिया

Badi bekhabar ho gayi hai zindagi soch-soch kar
Jitane bhi khyal aaye sabne tabah kar diya

*****

हसीनो ने हसीन बनकर गुनाह किया
औरों को तो क्या हमको भी तबाह किया
पेश किया जब ग़ज़लों में हमने उनकी बेवफ़ाई को
औरों ने तो क्या उन्होने भी वाह-वाह किया

Haseeno ne haseen bankar gunah kiya
Auro ko to kya hamko bhi tabah kiya
Pesh kiya jab gazalon mein hamne unki bewafai ko
Auron ne to kya unhone bhi waah-waah kiya

*****

पहले इश्क फिर धोखा फिर बेवफ़ाई
बड़ी तरकीब से एक शख्स ने तबाह किया

Pahale ishq phir dhokha phir bewafai
Badi tarqeeb se ek shaksh ne tabah kiya

Dard Shayari | दर्द शायरी

Tabah Quotes In Hindi

Latest Tabah Shayari

*****

उसका ज़िक्र मुझसे खामखाह न कर
मेरे दिल और मुझको तबाह न कर

Uska zikr mujhse khamkhah na kar
Mered il aur mujhko tabah na kar

*****

मुझे अंदाजा न थी की इश्क़ में इतने तबाह हो जाएंगे
दुनिया में तो ठीक, लेकिन खुद में ही गुमनाम हो जाएंगे

Mujhe andaza na tha ki ishq mein itane tabah ho jayenge
Duniya mein to theek, lekin khud meuin hi gumnaam ho jayeneg

*****

वक़्त की मौज पर बनते रहते हैं बुलबुले
मैं हो भी जाऊं तबाह अग़र, तो क्या फ़र्क़ पड़ता है

Waqt ki mauj par bante rahte hain bulbule
Main bhi ho jaun tabah agar, to fark kya padta hai

*****

तबाह होकर भी तबाही दिखती नही
ये इश्क़ है इसकी दवा कहीं बिकती नहीं

Tabah hokar bhi tabahi dikahti nahi
Ye ishq hai iski dawa bikati nahi

Dosti Shayari | दोस्ती शायरी

Latest Tabah Shayari

Tabah WhatsApp Shayari

*****

है इश्क एक गुनाह, तो ये गुनाह कर लिया
तेरे दर्द से इस दिल को तबाह कर लिया

He ishq ek gunah, to ye gunah kar liya
Tere dard se is dil ko tabah kar liya

*****

ना पेशी होगी
ना गवाह होगा
जो भी उलझेगा मोहब्बत से
वो सिर्फ तबाह होगा

Na peshi hogi
Na gawaah hoga
Jo bhi uljhega mohabbat se
Wo sirf tabah hoga

*****

मुझे फिर तबाह कर मुझे फिर रुला जा
सितम करने वाले कहीं से तू आजा

Mujhe phir tabah kar mujhe phir rula ja
Sitam karne wale kahi se phir tu aa ja

*****

बेकार बंदूके ताने खड़ी है दुनिया
तबाह तो मुस्कुराहटें भी करती हैं

Bekar banduke tane khadi hai duniya
Tabah to muskuraahtein bhi kart hai

Judai Shayari | जुदाई शायरी

Best Tabah Shayari

Tabah Facebook Shayari

*****

ये खुदगर्जियाँ तबाह कर देंगी तुम्हे
ये नज़दीकियां फनाह कर देंगी तुम्हे

Ye khudgarjiyan tabah kar degi tumhein
Ye nazdikiyan fanah kar degi tumhein

*****

मैं तबाह हूँ तेरे प्यार में और तुझे दूसरों का ख्याल है
कुछ तो मेरे मसले पर गौर कर मेरी जिन्दगी का सवाल है

Main tabah hoon tere pyar mein aur tujhe dusaro ka khyal hai
Kuchh to mere masle par gaur kar meri zindagi ka sawal hai

*****

वो न आए उनकी याद वफ़ा कर गई
उनसे मिलने की चाह सुकून तबाह कर गई
आहट दरवाज़े की हुई तो उठकर देखा
मज़ाक हमसे हवा कर गई

मिर्ज़ा ग़ालिब

Wo na aaye unki yaad wafa kar gayi
Unse milane ki chaah sukoon tabah kar gayi
Aahat darwaze ki hui to uthlkar dekha
Mazak hamse hawa kar gayi

Mirza Ghalib

*****

डरता हूँ इक़रार से कहीं वो इनकार न कर दे
यूँ ही तबाह अपनी जिंदगी हम यार न कर दे

Darta hoon ikraar se kahi wo inkar na kar de
Yun hi tabah apni zindagi ham yaar na kar de

Aankhein Shayari | आँखे शायरी

Tabah Shayari In Hindi

Tabah Shayari In Hindi

*****

वादा-ए-वफा करो तो फिर खुद को फना करो
वरना खुदा के लिए किसी की जिंदगी ना तबाह करो

Wada-e-wafa karo to phir khud ko fana karo
Warna khuda ke liye kisi ki zindagi na tabah karo

*****

दफ़ा हो जा कहीं और ऐ मोहब्बत
मैं फिर से तेरी पनाह में जिन्दगी तबाह नहीं करने वाली

Dafa ho ja kahin aur ae mohabbat
Main phir se teri panaah mein zindagi tabah nahin karne wali

*****

मुझे फिर तबाह कर मुझे फिर रुला जा
सितम करने वाले कहीं से तू आजा
आँखों में तेरी ही सूरत बसी है
तेरी ही तरह तेरा ग़म भी हंसीं है

Mujhe phir tabah kar mujhe phir rula ja
Sitam karne wale kahi se tu aa ja
Aankho mein teri hi soorat basi hai
Teri hi tarah tera gam haseen hai

*****

हम बने ही थे तबाह होने के लिए
तेरा मिलना तो एक बहाना था

Ham bane hi the tabah hone ke
Tera milana to ek bahana tha

Tabah Status In Hindi

Tabah Shayari

ऐ बारिश माना की मुझे मोहब्बत है तुझसे
मगर यूँ भी ना बेकाबू हो कि तबाह हो कोई

Ae barish mana ki mujhe mohabbat hai tujhse
Magar yun bhi na beqabu ho ki tabah ho koi

*****

एक ही तो हवस रही है हमें
अपनी हालत तबाह की जाए

जॉन एलिया

Ek hi to hawas rahi hai hamein
Apni haalat tabah kiye jaye

Jaun Elia

*****

  • Bewafa Sanam Shayari | बेवफा सनम शायरी
  • Beti Shayari | बेटी पर शायरी
  • Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी

Related posts:

Hanuman Jayanti Ki Shubhkamnae
अमित राज श्रीवास्तव की ग़ज़लों से 10 बेहतरीन शायरी
Ahoi Ashtami Wishes Images In Hindi
Happy Nag Panchami Shayari Images
लोन लेने के फायदे
How to do an Online Saree Business
मनीष नंदवाना 'चित्रकार' राजसमंद द्वारा रचित रचनाओं का संग्रह
Saaya Shayari | साया शायरी
राष्ट्रीय ऊर्जा संरक्षण दिवस | National Energy Conservation Day
दिसम्बर माह के राष्‍ट्रीय एवं अर्न्‍तराष्‍ट्रीय दिवस

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Daily Horoscope

04/20/26

Pages

  • AdTest
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Guest Post & Sponsored Post
  • Privacy Policy
©2026 Ajab Gajab | Design: Newspaperly WordPress Theme