Kumar Vishwas ***** Is se pahle ki saza mujh ko mukarrar ho jaye Is se pahle ki saza mujh ko mukarrar ho jaye un hansi zurmon ki jo sirf mere khwaab mein hain Is se pahle ki mujhe rok le ye surkh subah jis ke shaamon ke andhere mere aadaab mein hain Apni yaadon se kaho chod de tanha mujh ko main pareshaan bhi hoon aur khud mein gunahgaar bhi hoon Itna ehsaan to jayaz hai meri jaan mujh … [Read more...]
Dr. Kumar Vishwas – Mujh mein kya hai siva tumhare? (डॉ. कुमार विशवास – मुझ में क्या है सिवा तुम्हारे ?)
Kumar Vishwas ***** Mujh mein kya hai siva tumhare ? T V waale poochh rahe hai, Kya chhodoge naye saal mein ? Udhar suna hai America mein, Aesa kuchh riwaaz hai shaayad Naye saal mein khud hi khud kuchh Apne mein se kam karne ka Main kya chhodu samajh nahi.n paaya hoo.n ab tak, Mujh mein kya hai siva tumhare ? Aur tumhe kam kar doo.n to phir Kaha.n bachoo.nga naye saal mein Dr. … [Read more...]
Dr. Kumar Vishwas – Main tumhaare liye zindgi bhar daha (डॉ. कुमार विशवास – मैं तुम्हारे लिए, जि़न्दगी भर दहा)
Kumart Vishwas ***** Main tumhare liye zindgi bhar daha Main tumhaare liye zindgi bhar daha Tum bhi mere liye raat bhar to jalo Main tumhaare liye, umar bhar tak chala Tum bhi mere liye saat pag to chalo Deepako.n ki tarah roz jab main jala Tab tumhaare bhawan mein diwaali hui Jagmagaata, tumhaare liye rath bana Kintu meri har ek raat kaali hui Maine tumko nayan neer saagar diya Tum … [Read more...]
Famous Shayari of Dr. Kumar Vishwas – Part 3 (कुमार विशवास की फेमस शायरी – तीसरा भाग )
Kumar Vishwas Famous Shayari of Dr. Kumar Vishwas - Part 3 ***** 21 एक पहाडे सा मेरी उँगलियों पे ठहरा है तेरी चुप्पी का सबब क्या है? इसे हल कर दे ये फ़क़त लफ्ज़ हैं तो रोक दे रस्ता इन का और अगर सच है तो फिर बात मुकम्मल कर दे Ek pahaare sa meri ungaliyon pe tahara hai Teri chuppi ka sabab kay hai ? ise hal kar de Ye fakat lafz hai to rok de rasta in ka Aur agar sach hai to phir baat … [Read more...]
Best Shayari of Kumar Vishwas Part – 2 (कुमार विश्वास की प्रसिद्ध शायरी पार्ट – 2)
Kumar Vishwas **** 11 ये वो ही इरादें हैं, ये वो ही तबस्सुम है हर एक मोहल्लत में, बस दर्द का आलम है इतनी उदास बातें, इतना उदास लहजा , लगता है की तुम को भी, हम सा ही कोई गम है Ye vo hi iraade hain, ye vo hi tabassum hai Har ek mohallat mein bas dard ka aalam hai Itni udaas baatein, itna udaas lahzaa Lagta hai ki tum ko bhi, hum sa hi koi gham hai ***** 12 स्वयं से दूर हो तुम भी, स्वयं … [Read more...]
Kumar Vishwas – Tum bin kitne aaj akele (कुमार विशवास – तुम बिन कितने आज अकेले)
Kumar Vishwas ***** Tum bin kitne aaj akele Tum bin kitne aaj akele Kya hum tumko batlaayein ? Ambar mein hai chaand akela Taare uske saath to hain Taare bhi chhup jaayein agar to Saath andheri raat to hai Par ham to din raat akele Kya hum tumko batlaayein ? Jin raahon par hum tum sang the Vo raahein ye pooch rahi hain Kitni tanha beet chuki hain Kitni tanhaa aur rahi hain Dil do … [Read more...]
Kumar Vishwas – Ye sab sach hai, geet nahi hai (कुमार विशवास – ये सब सच है गीत नहीं है)
Kumar Vishwas ***** Ye sab sach hai, geet nahi hai Tadpan, peer, udaasi, aansoo, baichaini, upwaas, amawas, ajab preet ka mausam man mein patjhar hai, nayano mein pawas, is almast jugalbandi se bahar, kuch bhi preet nahi hai, ye sab sach hai, geet nahi hai.... Log mile kitne angaaye, kitne ulajh ulajh suljhaaye, kitni bar darane pahunche, aankhon tak kuch kaale saaye, jo in ka … [Read more...]
Kumar Vishwas – Khawab itne to dagabaaz n the mere kabhi (कुमार विश्वास – ख़्वाब इतने तो दगाबाज़ न थे मेरे कभी)
Kumar Vishwas ***** Tumhare khawab bhi tum jaise shaatir nikle Khawab itne to dagabaaz n the mere kabhi? Khawab itni to meri neend nahin chalte the? Raat ke baat kya ek daur mein ye khanabadosh, Din niklte hi mere saath-saath chalte the, Mein inhe jab bhi panaho.n mein jagah deta hua, Apni palko.n ki mudero.n pe saja leta tha, Poora mausam inhi khwabo.n ki sugandho.n se saja, Mere … [Read more...]
Kumar Vishwas – Usi ki tarah mujhe sara zamana chahe (कुमार विश्वास – उसी की तरहा मुझे सारा ज़माना चाहे)
Kumar Vishwas ***** Usi ki tarah mujhe sara zamana chahe Usi ki tarah mujhe sara zamana chahe Wo mera hone se jyada mujhe pana chahe Meri palko.n se fisal jaata hai chehara tera Ye musafir to koi aur thikana chahe Ek banfool tha is shahar mein wo bhi na raha Koi ab kis ke liye laut ke aana chahe Zindgi hasrato.n ke saaz pe sahma-sahma Wo tarana hai jise dil nahi gaana chahe Ham apne … [Read more...]
Kumar Vishwas – Patjhad ka matlab hai phir basant aana hai (कुमार विश्वास – पतझर का मतलब है फिर बसंत आना है)
Kumar Vishwas ***** Patjhad ka matlab hai phir basant aana hai Toofani lahare.n ho.n Ambar ke pahre ho.n Purva ke daaman par daag bahut gahare ho.n Saagar ke maanjhi mat man ko too haarna Jeevan ke kram mein jo khoya hai, paana hai Patjhad ka matlab hai phir basant aana hai Raajvansh ruthe to Raajmukut toote to Seetapati-raaghav se raajmahal chhute to Aasha mat haar, paar saagar ke … [Read more...]