Film - Faasle (1985) Singar - Asha Bhosle Music - Shiv-Hari ***** Yah qafile yaadon ke kahin kho gaye hote Yah qafile yaadon ke kahin kho gaye hote Ik pal bhi agar bhool se ham so gaye hote Ae shahar tera naam-o-nishaan bhi nahi hota Jo haadse hone the agar ho gaye hote Har baar palat'te hue ghar ko yahi socha Ae kaash kisi lambe safar ko gaye hote Ham khush hain hame dhoop viraasat … [Read more...]
Shahryar – Ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayaar hai (शहरयार – ये क्या जगह है दोस्तो ये कौन सा दयार है)
Film - Umrao Jaan (1981) Singar - Asha Bhosle Music - Khayyam ***** Ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayaar hai Ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayaar hai Had-e-nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai Ye kis maqaam par hayaat mujhko leke aa gayi Na bas khushi pe hai jahaan na gham pe ikhtiyar hai Tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi Ye mera dil kahe to kya ye khud se sharmsaar … [Read more...]
Shahryar – Seene mein jalan aankhon mein toofan sa kyun hai (शहरयार – सीने में जलन आँखों में तूफ़ान सा क्यूँ है)
***** Seene mein jalan aankhon mein toofan sa kyun hai Seene mein jalan aankhon mein toofan sa kyun hai Is shaher mein har shaks pareshaan sa kyun hai Dil hai toh dhadakne ka bahana koi dhoonde Patthar ki tarah behis-o-bejaan sa kyun hai Tanhaai ki ye konsi manzil, rafeekon Ta-hadd-e-nazar ek bayabaan sa kyun hai Ham ne to koi baat nikali nahi gham ki Wo jood-e-pashemaan pashemaan sa kyun … [Read more...]
Shahryar – Justuju jiski thi usko to na paya hum ne (शहरयार – जुस्तुजू जिसकी थी उसको तो न पाया हम ने)
***** Justuju jiski thi usko to na paya hum ne Justuju jiski thi usko to na paya hum ne Is bahane se magar dekh li duniya hum ne Tujh ko ruswa na kiya khud bhi pasheman na hue Ishq ki rasm ko is tarah nibhaya hum ne Kab mili thi kaha bichhadi thi hume yaad nahi Zindgi tujh ko to bas khwaab me dekha humne Ae ada aur sunaye bhi to kya haal apna Umar ka lamba safar tay kiya tanha hum … [Read more...]
Shahryar – Hum padh rahe the khwaab ke purjon ko jod ke (शहरयार – हम पढ़ रहे थे ख्वाब के पुर्जों को जोड़ के)
***** Hum padh rahe the khwaab ke purjon ko jod ke Hum padh rahe the khwaab ke purjon ko jod ke Aandhi ne ye tilisam bhi rakh daala tod ke Ik bund zahar ke liye faila rahe ho haath Dekho kabhi khud apne badan ko nichod ke Kucch bhi nahi jo khawaab ki soorat dikhayi de Koi nahi jo hum ko jagaaye jhinjhod ke In paaniyon se koi salaamat nahi gaya Hai waqt abhi bhi kashtiyaan le jaao mod … [Read more...]
Shahryar – Zindgi jaisi tamnna thi, nahi, kuch kam hai (शहरयार – जिंदगी जैसी तमन्ना थी, नहीं, कुछ कम है)
***** Zindgee jaisi tamnna thi, nahi, kuch kam hai Zindgee jaisi tamnna thi, nahi, kuch kam hai Har ghadi hota hai ehasas kahi kuch kam hai Ghar ki tamir tasvvur me ho sakti hai Apne nakshe ke mutabik ye zamin kuch kam hai Bichade logo se mulakaat kabhi phir hogi Dil me ummid to kafi hai, yakin kuch kam hai Ab jidhar dekhiye lagta hai ki is duniya me Kahin kuch cheez jiyada hai kahin kuch … [Read more...]