Qateel Shifai ***** तुझे प्यार करते करते मेरी उम्र बीत जाए तुझे प्यार करते करते मेरी उम्र बीत जाए मुझे मौत भी जो आए तेरे बाजुओ में आए मेरा नाम है मोहब्बत मेरी आरजू यही है, तेरे नाम पर झुके सर यही मेरी बंदगी है, तुझे इस कदर मैं चाहूँ के तू खुद को भूल जाए। मैं जहाँ की सारी खुशियां तेरे नाम पर लूटा दूँ, तू कहे तो खून ए दिल से तेरी मांग में सजा दूँ, तुझे कोई ग़म न आए तू हमेशा मुस्कुराए। तू … [Read more...]
Qatil Shifai Shayari – Part 5 (क़तील शिफ़ाई की शायरी भाग – 5)
Qateel Shifai (क़तील शिफ़ाई) Qatil Shifai Shayari - Part 5 ***** 41 क्या जाने किस अदा से लिया तू ने मेरा नाम दुनिया समझ रही है कि सच-मुच तिरा हूँ मैं Kya jaane kis ada se liya tu ne mera naam Duniya samjh rahi hai ki sach-much tira hun main ***** 42 गर दे गया दगा़ हमें तूफ़ान भी ‘क़तील’ साहिल पे कश्तियों को डूबोया करेंगे हम Gar de gaya hamein toofan bhi "Qateel" Saahil pe kashtiyon ko … [Read more...]
Qateel Shifai Heart Touching Shayari Part – 4 (क़तील शिफ़ाई की दिल को छू लेने वाली शायरी भाग – 4)
Qateel Shifai (क़तील शिफ़ाई) Qateel Shifai Heart Touching Shayari Part - 4 ***** 31 जब तस्सवुर मेरा चुपके से तुझे छू आए देर तक अपने बदन से तेरी खुशबू आए (तस्सवुर = कल्पना) Jab tassvur mera chupke se tujhe chhu aaye Der tak apne badan se teri khushboo aaye ***** 32 बेरुखी इस से बड़ी और भला क्या होगी एक मुद्दत से हमें उस ने सताया भी नहीं Berukhi is se badi aur bhala kya hogi Ek … [Read more...]
Qateel Shifai Best Sher Part – 3 (क़तील शिफ़ाई बेस्ट शेर भाग – 3)
Qateel Shifai (क़तील शिफ़ाई) Qateel Shifai Best Sher Part - 3 ***** 21 सितम तो ये है कि वो भी ना बन सका अपना कूबूल हमने किये जिसके गम खुशी कि तरह Sitam to yah hai ki wo bhi na ban saka apna Kubool hamne kiye jiske gham khushi ki tarah ***** 22 हो खुशी भी उनको हासिल ये ज़रूरी तो नहीं गम छुपाने के लिए भी मुस्कुरा लेते हैं लोग Ho khushi bhi unko haasil ye jaruri to nahin Gham chhupane ke … [Read more...]
Qateel Shifai Two Line Shayari Part – 2 (क़तील शिफ़ाई टु लाइन शायरी भाग – 2)
Qateel Shifai (क़तील शिफ़ाई) Qateel Shifai Two Line Shayari Part - 2 ***** 11 वादा फिर वादा है मैं ज़हर भी पी जाऊँ "क़तील" शर्त ये है कोई बाँहों में सम्भाले मुझको Wada phir wada hai main zahar bhi pee jaaun "Qateel" Shart ye hai koi baahon mein sambhale mujhko ***** 12 यारो ये दौर ज़ौफ़-ए-बसारत का दौर है आँधी उठे तो उसको घटा कह लिया करो (ज़ौफ़-ए-बसारत = दृष्टि की कमज़ोरी) Yaaro ye … [Read more...]
Qateel Shifai Famous Shayari Part – 1 (क़तील शिफ़ाई की प्रसिद्ध शायरी भाग – 1)
Qateel Shifai (क़तील शिफ़ाई) Qateel Shifai Famous Shayari Part - 1 ***** 1 तेरी हालत से लगता है तेरा अपना था कोई इतनी सादगी से बरबाद कोई गैर नहीं करता Teri haalat se lagta hai tera apna tha koi Itani saadgi se barbaad koi gair nahin karta ***** 2 चलो अच्छा हुआ काम आ गई दीवानगी अपनी वगरना हम ज़माने भर को समझाने कहाँ जाते (वगरना = वरना) Chalo accha hua kaam aa gai deewangi … [Read more...]
Qateel Shifai – Har bezuban ko shola-nawa kah liya karo (क़तील शिफ़ाई – हर बेज़ुबाँ को शोला-नवा कह लिया करो)
Qateel Shifai ***** Har bezuban ko shola-nawa kah liya karo Har bezuban ko shola-nawa kah liya karo Yaro sukut hi ko sada kah liya karo Khud ko fareb do ki na ho talkh zindagi Har sangdil ko jane-e-wafa kah liya karo Gar chahte ho khush rahe’n kuchh bandagan-e-khas Jitne sanam hain un ko khuda kah liya karo Yaaro ye daur jauf-e-barsat ka daur hai Aandhi uthe to usko ghata kah liya … [Read more...]
Qateel Shifai – Chirag Dil ke jalaao ki Iad ka din hai (क़तील शिफ़ाई – चराग़ दिल के जलाओ कि ईद का दिन है)
Qateel Shifai ***** Charag dil ke jalaao ki Iad ka din hai Charag dil ke jalaao ki Iad ka din hai Tarane jhum ke gaao ki Iad ka din hai Ghamon ko dil se bhulao ki Iad ka din hai Khushi se bajm sajaao ki Iad ka din hai Huzoor uski karo ab slaamati ki dua Sar-e-namaaz jhukaao ki Iad ka din hai Sabhi muraad ho purihar ek sawaali ki Dua ko haath uthaao ki Iad ka in hai Qateel … [Read more...]
Collection of Qateel Shifai Shyari and Ghazal (क़तील शिफ़ाई की शायरी और ग़ज़लों का संग्रह)
Qateel Shifai Collection of Qateel Shifai Shyari and Ghazal ****** 1 Qateel Shifai - Sari basti me ye jadoo nazar aaye mujhko (क़तील शिफ़ाई - सारी बस्ती में ये जादू नज़र आए मुझको) 2 Qateel Shifai - Angdai par angdai leti hai raat judaai ki (क़तील शिफ़ाई - अंगड़ाई पर अंगड़ाई लेती है रात जुदाई की) 3 Qateel Shifai - Apne hathon ki lakeeron me basa le mujhko (क़तील शिफ़ाई - अपने हाथों की … [Read more...]
Qateel Shifai – Mujhe aayi na jag se laaj (क़तील शिफ़ाई – मुझे आई ना जग से लाज)
Qateel Shifai ***** Mujhe aayi na jag se laaj Mujhe aayi na jag se laaj Main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo tut gaye Kuchh mujh pe naya joban bhi tha Kuchh pyar ka paagalpan bhi tha Kabhi palak palak meri teer bani Ek zulf meri zanzeer bani Liya dil saajan ka jeet Wo chhede paayaliya ne geet ke ghunghroo tut gaye Main basi thi jiske sapno mein Wo ginega ab mujhe apno … [Read more...]