अमित राज श्रीवास्तव की ग़ज़लों से 10 बेहतरीन शायरी | 10 Best Shayari Amit Raj Shrivastava | Top 10 Shayari Amit Raj Shrivastava मुस्कुराहटें हमारी तो अब हुनर की बात है,दर्द चीज़ है जो भी ये तो उम्र भर की बात है।Muskurahatein Humari To Ab Hunar Ki Baat Hai,Dard Cheez Hai Jo Bhi Ye To Umra Bhar Ki Baat Hai.Amit Raj Shrivastava Best Shayari******इश्क़ तो इश्क़ है सब को इश्क़ हुआ है,इस क़दर कुछ न हुआ जो इश्क़ … [Read more...]
ग़ज़ल – इक लगन तिरे शहर में जाने की लगी हुई थी
ग़ज़ल - इक लगन तिरे शहर में जाने की लगी हुई थी (Ik Lagan Tire Shahar Me Jane Ki Lagi Hui Thi)अमित राज श्रीवास्तव की ग़ज़लों से 10 बेहतरीन शायरीग़ज़ल इक लगन तिरे शहर में जाने की लगी हुई थीइक लगन तिरे शहर में जाने की लगी हुई थी,आज जा के देखा मुहब्बत कितनी बची हुई थी।आपसे जहाँ बात फिर मिलने की कभी हुई थी,आज मैं देखा गर्द उन वादों पर जमी हुई थी।लग रही थी हर रहगुज़र वीराँ हम जहाँ मिले थे,सिर्फ़ ख़ूब-रू एक … [Read more...]
Qateel Shifai – Shaayad mere badan ki ruswai chahta hai (क़तील शिफ़ाई – शायद मेरे बदन की रुसवाई चाहता है)
Qateel Shifai ***** Shaayad mere badan ki ruswai chahta hai Shaayad mere badan ki ruswai chahta hai Darwaaza mere ghar ki beenai chahta hai Aukaat-e-jabt us ko chashm-e-tar- bata de Ye dil samandaron ki gharai chahta hai Shaharon mein wo ghtan hai is daur mein ke insaan Gumnaam jangalo ki purwaai chahta hai Kuchh jaljale samo kar zanzir ki khanak mein Ik raks-e-waalehaana saudaai … [Read more...]
Rahat Indori – Aankh pyaasi hai koi manzar de (राहत इन्दौरी – आँख प्यासी है कोई मन्ज़र दे)
Rahat Indori ***** Aankh pyaasi hai koi manzar de Aankh pyaasi hai koi manzar de Is zazeere ko bhi samandar de Apna chehara talaash karna hai Gar nahi aaina to patthar de Band kaliyon ko chaahiye shabnam In chiraagon me roshani bahr de Pattharon ke saron se karz utaar is sadi ko koi paymbar de Kahkahon me gujar rahi hai hayaat Ab kisi din udaas bhi kar de Phir na kehna ke khudkushi … [Read more...]
Waseem Barelvi – Umra bhar kis kis ke hisse ka safar maine kiya (वसीम बरेलवी – उम्र भर किस-किस के हिस्से का सफ़र मैंने किया)
Waseem Barelvi ***** Umra bhar kis kis ke hisse ka safar maine kiya Kya bataoon kaise khud ko dar-b-dar maine kiya Umra bhar kis kis ke hisse ka safar maine kiya Tu to nafarat bhi na kar paayegaa itni shiddat ke saath Jis bala ka pyar tujhse be-khabar maine kiya Kaise bacchon ko bataoon raston ke pecho- kham Zindgi bhar to kitabon ka safar maine kiya Shoharton ki najr kar di sher ki … [Read more...]