Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Roz ki musafat se choor ho gaye dariya Roz ki musafat se choor ho gaye dariya Patharon ke seenon pe thak ke so gaye dariya Jaane kaun kaatega fasal laal-o-gohar ki Reteeli zameenon mein sang bo gaye dariya E suhaabe-gham! kab tak ye gurez aankhon se Intizaare-tufaan mein khushq ho gaye dariya Chaandani se aati hai kisko dhoondhne khushboo Saahilon ke … [Read more...]
Ahmad Faraz – Tu ki anjaan hai is shehar ke aadaab samajh (अहमद फ़राज़ – तू कि अन्जान है इस शहर के आदाब समझ)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Tu ki anjaan hai is shehar ke aadaab samajh Tu ki anjaan hai is shehar ke aadaab samajh Phool roye to use khand-e-shaadaab samajh Kahin aa jaaye mayssar to muqddar tera Warna aasoodgi-e-dehar ko naayaab samajh Hasrat-e-giriya mein jo aag hai ashqon mein nahin Khushq aankhon ko meri chashm-e-beaab samajh Mauje-dariya hi ko aawaara-e-sadshauk na … [Read more...]
Ahmad Faraz – Jo chal sako to koi aisi chaal chal jana (अहमद फ़राज़ – जो चल सको तो कोई ऐसी चाल चल जाना)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Jo chal sako to koi aisi chaal chal jana Jo chal sako to koi aisi chaal chal jana Mujhe gumaan b na ho aur tum badal jana Ye sholagi ho badan ki to kya kiya jaaye So laazmi tha tere pairhan ka jal jaana Tumhi karo koi darmaan, ye waqt aa pohancha K ab to chaara garon ko b haath mal jana Abhi abhi to judaai ki shaam aayi thi Humain ajeeb laga zindagi ka … [Read more...]
Ahmad Faraz – Khudkushi (अहमद फ़राज़ – ख़ुदकुशी)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Khudkushi Wo paimaan bhi tute jinko Hum samjhe the paainda Wo shamaye bhi daag hai jinko Barso rakha taabinda Dono wafa karke naakhush hain Dono kiye par sharminda Pyaar se pyaara jeevan pyaare Kya maazi kya aainda Hum dono apne qaatil hain Hum dono ab tak zinda Ahmad Faraz <-----Jab teri yaad ke jugnu chamke Jo chal sako to koi aisi … [Read more...]
Ahmad Faraz – Jab teri yaad ke jugnu chamke (अहमद फ़राज़ – जब तेरी याद के जुगनू चमके)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Jab teri yaad ke jugnu chamke Jab teri yaad ke jugnu chamke Der tak aankh mein aansoo chamke Sakht taareek hai dil ki duniya Aise aalam mein agar tu chamke Humne dekha sare-baazare-wafa Kabhi moti kabhi aansoo chamke Shart hai shiddate-ahsaase-jamaal Rang to rang hai khusboo chamke Aankh majboor-e-tamaasha hai Faraz Ek soorat hai ki harsoo chamke Ahmad … [Read more...]
Ahmad Faraz – Khusboo ka safar (अहमद फ़राज़ – ख़ुशबू का सफ़र)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Khusboo ka safar Chhod paimaane-wafa ki baat sharminda na kar Dooriyan, majbooriyan, ruswaayian, tanhaaiyan Koi qaatil, koi bismil, siskiyan, shanaaiyan Dekh ye hansta hua mausim hai maujoo-e-nazar Waqt ki rau mein abhi saahil abhi mauje-fana Ek jhonka ek aandhi, ik kiran, ik joo-e-khoon Phir wahi sehara ka sannata, wahi marge-junoon Haath haatho ka … [Read more...]
Ahmad Faraz – Kya rukhsat-e-yaar ki ghari thi (अहमद फ़राज़ – क्या रुख्सत-ए-यार की घड़ी थी)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Kya rukhsat-e-yaar ki ghari thi Kya rukhsat-e-yaar ki ghari thi Hansti hui raat ro padi thi Hum khud hi hue tabaah warna Duniya ko humaari kya padi thi Ye jakhm hai un dinon ki yaadein Jab aap se dosti badi thi Jaate to kidhar ko tere wahshee Zanzeer-e-junoon kadi padi thi Gham the 'Faraz' ki aandhiyan thi Dil tha 'Faraz' ki pankhudi thi Ahmad … [Read more...]
Ahmad Faraz – Main to maqtal mein bhi kismat ka Skiandar nikala (अहमद फ़राज़ – मैं तो मकतल में भी किस्मत का सिकंदर निकला)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Main to maqtal mein bhi kismat ka Skiandar nikala Main to maqtal mein bhi kismat ka sikandar nikala Kurra-e-phaal mere naam ka aksar nikala Tha jinhen jaum, wo darya bhi mujhi mein doobe Main ke sehara nazar aata tha, samandar nikala Main ne us jaan-e-bahaaran ko bahut yaad kiya Jab koi phool meri shaakh-e-hunar par nikala Shahar waalon ki muhabbat ka main … [Read more...]
Ahmad Faraz – Payaam aaye hain us yaar-e-bewafa ke mujhe (अहमद फ़राज़ – पयाम आए हैं उस यार-ए-बेवफा के मुझे)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Payaam aaye hain us yaar-e-bewafa ke mujhe Payaam aaye hain us yaar-e-bewafa ke mujhe Jise qaraar na aaya kahin bhula ke mujhe Judayiyaan hon to aisi ki umar bhar na milein Fareb do to zra silsile badha ke mujhe Nashe se kam to to nahi yaad-e-yaar ka aalam Ki le uda hai koi dosh par hawa ke mujhe Mai khud ko bhool chuka tha magar jahaan wale Udaas chhod … [Read more...]
Ahmad Faraz – Zakhm ko phool to sar sar ko saba kahte hain (अहमद फ़राज़ – जख्म को फूल तो सर-सर को सबा कहते है)
Ahmad Faraz (अहमद फ़राज़) ***** Zakhm ko phool to sar sar ko saba kahte hain Zakhm ko phool to sar sar ko saba kahte hain Jane kya daur hai kya log hain kya kahte hain Kya qayamat hai ke jin ke liye ruk ruk ke chale Ab vahi log hamain abalapa kahte hain Koi batalao ke ik umr ka bichara mahabub Ittefaqan kahin mil jaye to kya kahte hain Ye bhi andaz-e-sukhan hai ke jafa ko … [Read more...]