Shahar Shayari, Famous Shehar Shayari In Hindi, 2 Line Shahar Shayari, Shahar Shayari Images, शहर शायरी
*****
मेरा गाँव भी तेरे शहर जैसा हो गया है
यहाँ भी हर आदमी पत्थर जैसा हो गया है
Mera gaan bhi tere shahar jaisa ho gaya hai
Yahn bhi har aadami pathar jaise ho gaya hai
Zindagi Shayari | ज़िन्दगी शायरी
Shahar Shayari
*****
बड़े हादसे होने लगे आज कल तेरे शहर में
कोई दिल चुरा ले गया और पता न चला
Bade haadse hone lage hai aaj kal tere shehar mein
Koi dil chura le gaya aur pata na chala
*****
कितनी अजीब है इस शहर की तन्हाई भी
हज़ारो लोग है मगर फिर भी कोई उस जैसा नहीं
Kitani ajeeb hai is shahar ki tanhai bhi
Hazaron log hai phir bhi koi us jaisa nahin
*****
हर किसी के हाथ में बिक जाने को हम तैयार नहीं
यह मेरा दिल है तेरे शहर का अख़बार नहीं
Har kisi ke haath mein bik jane ko ham taiyar nahin
Yah mera dil hai tere shahar ka akhbar nahin
*****
क्या शहर क्या गांव, सब बदलने लगे
एक घर में कई चूल्हे जलने लगे
Kya shahar kya gaanv, sab badalne lage
Ek ghar mein kai chulhe jalne lage
*****
अजनबी शहर में एक दोस्त मिला, वक्त नाम था
पर जब भी मिला मजबूर मिला
Ajnabi shahar mein ek dost mila, waqt naam tha
Par jab bhi mila majboor mila
*****
अब इस से बढ़ कर क्या हो एहतियात-ए-वफ़ा
मैं तेरे शहर से गुजरूँ तुझे खबर न करूं
Ab is se badh kar kya ho ehtiyaat-e-wafa
Main tere shahar se gujaru tujhe khabar na karoon
*****
लगता है उनकी पायल खो गई है
तभी आज़ शहर में सन्नाटा है
Lagta hai unki paayal kho gayi hai
Yabhi aaj shahar mein sannaata hai
*****
इतनी धूल और सीमेंट है शहरों की हवाओं में आजकल
कब दिल पत्थर का हो जाता है पता ही नहीं चलता
Itani dhool aur seement hai shahar ki hawaon mein aajkal
Kab dil pathar ka ho jata hai pata hi nahin chalta
Shahar Shayari In Hindi
*****
पानी आँख में भर कर लाया जा सकता है
अब भी जलता शहर बचाया जा सकता है
Pani aankh mein bhar kar laya ja sakta hai
Ab bhi jalta shahar bachaya ja sakta hai
*****
सिर्फ गुलाब देने से अगर मोहब्बत हो जाती
तो माली सारे शहर का महबूब बन जाता
Sirf gulab dene se agar mohababt ho jati
To mali shahar ka mahboob ban jata
*****
कुछ तो ख़बर होगी तुम्हारे शहर में
हम बेख़बर हैं अपने शहर में
Kuchh to khabar hogi tumhare shahar mein
Ham bekhabar hain appne shahar mein
*****
मेरे पास ही था उसके तमाम ज़ख़्मों का मरहम
मगर कहाँ दिखायी देती हैं, बड़े शहर में छोटी दुकाने
Mere paas hi tha uske tamaam jakhmon ka marham
Magar kahan dikhayi deti hai, bade shahar mein chhoti dukane
*****
गरीब की थाली में पुलाव आ गया
लगता है शहर में चुनाव आ गया
Gareeb ki thali mein pulaav aa gaya
Lagta hai shahar mein cunaav aa gaya
*****
दिल है मेरा एक अजीब शहर
जिसको भी बसाओ खो जाता है
Dil hai mera ek ajeeb shahar
Jisko bhi basao kho jata hai
*****
तेरे शहर के कारीगर बङे अजीब हैं ए दिल
काँच की मरम्मत करते हैं पत्थर के औजारों से
Tere shahar ke kaareegar bade ajeeb hai ae dil
Kaanch ki marmmat karte hain pathar ke aujaro se
*****
छु कर निकलती है जो हवाएँ तेरे चेहरे को
सारे शहर का मौसम गुलाबी हो जाता है
Chhu kar nikalti hai jo hawayen tere chehare ko
Sare shahar ka mausam gulabi ho jata hai
Barish Shayari | बारिश शायरी | Barsaat Shayari | बरसात शायरी
2 Line Shahar Shayari
*****
इस अजनबी शहर में पत्थर कहां से आया है
लोगों की भीड़ में कोई अपना ज़रूर है
Is ajnabi shahar mein pathar kahan se aaya hai
Logon ki bheed mein koi apna jarur hai
*****
बर्बाद ना कर ज़ालिम ठोकर से मजारों को
इस शहर-ए-खामोशा को मर-मर के बसाया है
Barbaad na kar jaalim thokar se mazaron ko
Is shahar-e-khamosh ko mar-mar ke basaya hai
*****
जिस शहर में सच्चा हमसफर न मिलेगा
मुसाफिर वहां सफर में कहां तक चलेगा
JIs hsahar mein saccha hamsafar na milega
Musafir wahan safar mein kahan tak chalega
*****
मेरे खेत की मिट्टी से पलता है तेरे शहर का पेट
मेरा नादान गाँव अब भी उलझा है कर्ज की किश्तों में
Mere khet ki mitti se palta hai tere shahar ka pet
Mera nadaan gaanv ab bhi uljha hai karz ki kishton mein
*****
लफ्ज़ों के हेर फेर का धन्धा भी ख़ूब है
जाहिल हमारे शहर के उस्ताद हो गऐ
Lafzon ke her fer ka dhandha bhi khoob hai
Zaahil hamare shahar ke ustaad ho gaye
*****
कहीं फिसल न जाऊं तेरे ख्यालों में चलते चलते
अपनी यादों को रोको मेरे शहर में बारिश हो रही है
Kahin fisal na jaun tere khyalon mein chalte chalte
Apni yaadon ko roko mere shahar mein barish ho rahi hai
*****
मुझे नहीं आता, ये तेरे शहर का रिवाज होगा
कि जिससे काम निकल जाये, उसे ज़िन्दगी से निकाल दो
Mujhe nahin aata, ye tere shahar ka riwaaz hoga
Ki jisse kaam nikal jaaye, use zindagi se nikaal do
*****
ये सर्द रात ये तन्हाईयाँ ये नींद का बोझ
हम अपने शहर में होते तो घर गए होते
Ye sard raat ye tanhaai ye neend ka bojh
Ham pane shahar mein hote to ghar gaye hote
Shahar Shayari Images
*****
अकेला वारिस हूँ उसकी तमाम नफरतों का
जो शख्स सारे शहर में प्यार बाटंता है
Akela waris hoon uski tamaam nafraton ka
Jo shakhs sare shahar mein pyar baatta hai
*****
सुना है कि उसने खरीद लिया है करोड़ो का घर शहर में
मगर आँगन दिखाने वो आज भी बच्चों को गाँव लाता है
Suna hai usne khareed liya hai karodo ka ghar shahar mein
Magar aangan dikhane wo aaj bhi bacchon ko gaanv laata hai
*****
हमारे शहर आ जाओ सदा बरसात रहती है
कभी बादल बरसते हैं, कभी आँखें बरसती हैं
Hamare shahar aa jao sada barsat rahti hai
Kabhio baadal barste hai, kabhi aankhe barsti hai
*****
हुई है शाम तो आँखों में बस गया फ़िर तू
कहाँ गया है मेरे शहर के मुसाफ़िर तू
Hui hai shaam to aankhon mein bas gaya phir tu
Kahan gaya hai mere shahar ke musafir tu
*****
मशगूल था सारा शहर दीवाली मनाने में
मैंने वीराने में जाकर उसके सारे ख़त जला डाले
Mashgool tha sara shahar dewali banaane mein
Maine veerane mein jaakar uske sare khet bjala dale
*****
कल लगी थी शहर में बद्दुआओं की महफ़िल
मेरी बारी आई तो मैंने कहा
इसे भी इश्क़ हो इसे भी इश्क़ इसे भी इश्क़ हो
Kal lagi thi shahar mein bad.duaon lo mahfil
Meri bari aayi to maine kaha
Ise bhi ishq ho, ise bhi ishq ho, ise bhi ishq ho
*****
शहर का तब्दील होना, शाद रहना और उदास
रौनक़ें जितनी यहाँ हैं औरतों के दम से हैं
Shahar ka tabdil hona, shaad rahna aur udaas
Raunkein jitani yahan hain auraton ke dam se hain
*****
गले मिलकर, छुरा घोंपने का रिवाज है यहां
क्या शहर है, कायदे का दुश्मन नहीं मिलता
Gale milkar, chhura ghopne ka riwaz hai yahan
Kya shahar hai, kayade ka dushman nahin milta
Aansu Shayari | Aansoo Shayari | आंसू शायरी
Shahar Shayari Pics
*****
शहर क्या देखें कि हर मंज़र में जाले पड़ गए
ऐसी गर्मी है कि पीले फूल काले पड़ गए
Shahar kya dekhein ki har manzar mein jale pad gaye
Aesi garmi hai ki peele phool kale pad gaye
*****
हर शख़्स मिल रहा है ज़रा फ़ासले के साथ
ये क्या तुम्हारे शहर के दस्तूर हो गए
Har shakhs mil raha hai jara fasle ke sath
Ye kya tumhare shahar ke dastoor ho gaye
*****
अमीर शहर तु जितनी भी कोशिश करले
कुछ तो लगता है हमारा भी ख़ुदा आखिर
Ameer shahartu jitani bhi koshish kar le
Kuchh to lagta hai hamara bhi khuda aakhir
*****
कहाँ जख्म खोल बैठा पगले
ये नमक का शहर है
Kahan jakhm khol baithe pagle
Ye namak ka shahar hai
*****
एक तो मेरी चाहत और दुसरा इश्क का बुखार
शहर का तापमान 50 डिग्री ना हो तो क्या हो
Ek to meri chahat aur dusara ishq ka bukhar
Shahar ka tapman 50 deegree na ho to kya ho
*****
ढून्ढ तो लेते तुम्हे हम, शहर में भीड़ इतनी भी न थी
पर रोक दी तलाश हमने क्योंकि तुम खोये नहीं थे, बदल गये थे
Dhoondh to lete tumhein ham, shahar mein bheed itani bhi na thi
Par rok di talash hamne kyonki tum khoye nahin the, badal gaye the
*****
जो गूजरे शहर से तेरे तो ख्याल आया
कभी हमने भी पत्थरो से मोहब्बत की थी
Jo gujare shahar se tere to khyal aaya
Kabhi hamne bhi patharon se mohababt ki thi
*****
फूल पे सरसों के थोड़े दिन अभी रुकना, बसंत
शहर दे फुरसत तो दिल तुझसे लगाने आएंगे
Phool pe sarson ke thode din abhi rukna, basant
Shahar de fursat to dil tujhse lagane aayenge
Shahar Shayari For WhatsApp
*****
मेरा बसेरा अब उस शहर अदावत में है साहब
जहाँ लोग सजदों में भी लोगों का बुरा चाहते हैं
Mera basera ab us shahar adawat mein hai saahab
Jahan log sazdon mein bhi logon ka bura chhate hain
*****
अजीब सी बस्ती में ठिकाना है मेरा, जिसे वो शहर कहते हैं
जहाँ लोग मिलते कम, झाँकते ज्यादा हैं
Ajeeb si basti mein thikana hai mera, jise wo shahar kahte hain
Jahan log milte kam, jhankte jyada hai
*****
किरदार को अपने यूं न बयां करो खुल कर
ये शरीफों का शहर है अदाकारी जरूरी है
Kirdaar ko pane yun na baya karo khul kar
Ye shareefon ka shahar hai adakari jaruri hai
*****
हसीना ने मस्जिद के सामने घर क्या खरीदा
पल भर में सारा शहर नमाज़ी हो गया
Haseena ne maszid ke samne ghar kya khareeda
Pal bhar mein sara shahar namazi ho gaya
*****
तू हवा के रुख पर चाहतो के दीप जलाने कि जिद न कर
ये कतिलो का शहर है यहाँ मुस्कराने कीं जिद ना कर
Tu hawa ke rookh par chahato ke deep jalane ki zid na kar
Ye qatilon ka shahar hai yahan uskurane ki zid na kar
*****
खामोश सा मेरे मन का शहर
गुलजार सा हो जाता है तेरे आने से
Khamosh sa mere man ka shahar
Gulzaar sa ho jata hai tere aane se
*****
सुना है बहुत बारिश है तुम्हारे शहर में, ज़्यादा भीगना मत
अगर धुल गयी सारी ग़लतफ़हमियाँ, तो बहुत याद आएँगे हम
Suna hai bahut barish hai tumhare shahar mein, jyada bheegna mat
Agar dhool gayi sari galatphahmiyan, to bahut yaad aayenge ham
*****
सीख रहा हूँ धीरे धीरे तेरे शहर के रिवाज
जिससे मतलब निकल जाए उसे जिंदगी से निकाल देना
Seekh raha hoon dheere dheere tere shahar ke riwaz
Jisse matlab nikal jaye use zindagi se nikal dena
Famous Shahar Shayari
*****
खामोश शहर की चीखती रातें
सब चुप है पर, कहने को है हजार बातें
Khamosh shahar ki cheekhti raatein
Sab chup hai par, kahne ko hai hazaar baatein
*****
मैंने अपने गम क्या आसमान को सुना दिए
शहर के लोगो ने बारिश का मजा ले लिया
Maine apne gham kya aasman ko suna diye
Shahar ke logon ne barish ka maza le liya
*****
पगली सी एक लड़की से शहर ये ख़फ़ा हैं
वो चाहती है पलकों पे आसमान रखना
Pagali si ek ladaki se shahar ye khafa hain
Wo chahati hai palkon pe aasmaan rakhna
*****
मौसम इस कदर खुमारी मे है
मेरा शहर भी शिमला होने की तैयारी में है
Mausam is kadar khumari mein hai
Mera shahar bhi shimla hone ki taiyaari mein hain
*****
अश्क गिरे मेरे, जो उसके पहलू में
बेवफाई इस शहर में, फिर आम हो गई
Ashq gire mere, jo uske pahloo mein
Dewafaai is shahar mein, phir aam ho gayi
*****
झूठी सारी बातें, धोखा हर तक़सीम
गांव से शहर तक, कड़वे सारे नीम
Jhuthi sari baatein, dhokha har takseem
Gaanv se shahar tak, kadwe sare neem
*****
मुझे भी बना दे ऐ खुदा दिल तोड़ने वाला
कब तक वफा करूँगा बेवफाओ के शहर मे
Mujhe bhi bana de ae khuda dil todane wala
Kab tak wafa karunga bewafaon ke sahar mein
*****
अजीब लोगों का बसेरा है, तेरे शहर में
गुरूर में मिट जाते हैं, मगर बात नहीं करते
Ajeeb logon ka basera hai, tere shahar mein
Gurur mein mit jate hain, magar baat nahin karte
Latets Shahar Shayari
*****
जो देखता हूँ वही बोलने का आदी हूँ
मैं अपने शहर का सब से बड़ा फ़सादी हूँ.
Jo dekhta hoon wahi bolane ka aadi hoon
Main pane shahar ka sab se bada fasaadi hoon
*****
चलती है दिल के शहर में ऐसी हुकुमते
बस जो भी उसने कह दिया दस्तूर हो गया
Chalti hai dil ke shahar mein aesi hukumte
Bas jo bhi usne kah diya dastoor ho gaya
*****
रूठा रहे वो मुझ से ये मंज़ूर है लेकिन
यारो उसे समझाओ के मेरा शहर न छोड़े
Rutha rahe wo mujh se ye manzoor hai lekin
Yaro use samjho ke mera shahar na chhode
*****
ठंडी हवाएं क्या चली मेरे शहर में
हर तरफ़ तेरी यादों का दिसम्बर बिखर गया
Thandi hawayen kya chali mere shahar mein
Har taraf teri yaadon ka disambar bikhar gaya
*****
खंडहर हो गए थे मेरे अरमानो के महल
शहर मे जलजला आया था तेरे जाने के बाद
Khandhar ho gaye the mere armano ke mahal
Shahar mein jaljala aaya tha tere jaane ke baad
*****
इस शहर के अंदाज अजब देखे है यारों
गुंगो से कहा जाता है, बहरों को पुकारो
Is shahar ke andaaz ajab dekhe hai yaaron
Gungo se kaha jata hai, baharon ko pukaro
*****
हवाएँ गर्म और ज़िस्म बे-लिबास है उसका
शहर के लोगों क्या तुम्हें अहसास है इसका
Hawayen garm aur jism be-libas hai uska
Shahar ke logon tumhein ehsaas hai iska
*****
पूछा हाल शहर का तो मुस्कुरा के बोलें
लोग तो जिंदा हैं ज़मीरों का पता नहीं
Puchha haal shahar ka to muskura ke bole
Log to zinda hai jameeron ka pata nahin
Shahar Shayari
*****
ख़त जो लिखा मैनें वफादारी के पते पर
डाकिया ही चल बसा शहर ढूंढ़ते ढूंढ़ते
Khat jo likha maine wafadari ke pate par
Dakiya hi chal basa shahar dhoondhte dhoondhte
*****
ये ही एक फर्क है तेरे और मेरे शहर की बारिश में
तेरे यहाँ जाम लगता है, मेरे यहाँ जाम लगते हैं
Ye hi ek fark hai tere aur mere shahar ki barish mein
Tere yahan jaam laghta hai, mere yahan jaam lagte hai
*****
मत पूछ उसके मैखाने का पता ऐ साकी
उसके शहर का तो पानी भी नशा देता है
Mat pucch uske maikhane ka pata ae saki
Uske shahar ka to pani bhi nasha kar deta hai
*****
शहर देखकर ही अब हवा चला करती है
अब इंसान की तरह होशियार मौसम होते हैं
Shahar dekhkar hi ab hawa chala karti hai
Ab insaan ki tarah hoshiyar mausam hote hain
*****
इतनी चाहत से न देखा कीजिए महफ़िल में आप
शहर वालों से हमारी दुश्मनी बढ़ जाएगी
Itani chahat se na dekha kijiye mahfil mein aap
Shahar walo se hamari dushmani badh jayegi
*****
शहर भर में मजदूर जैसे दर-बदर कोई न था
जिसने सबका घर बनाया, उसका घर कोई न था
Shahar bhar mein mazdoor jaise dar-badar koi na tha
Jisne sabka ghar banaya, uska ghar koi na tha
*****
माफी भी दूर से देना इस शहर में सबको
कई क़त्ल हुए हैं माफ़ करने के बाद
Mafi bhi dur se dena is shahar mein sabko
Kai qatl hue hain maaf karne ke baad
*****
खंजर वाले तो मुफ्त मे बदनाम होते हैं
ये हसीनों का शहर है, अदाओं से कत्लेआम होते है
Khanjar wale to muft mein badnaam hote hain
Ye haseenon ka shahar hai, adaaon se qatl-e-aam hote hai
*****
पूछा न जिंदगी में किसी ने भी दिल का हाल
अब शहर भर में ज़िक्र मेरी खुदकुशी का है
Puchh na zindagi mein kisi ne bhi dil ka haal
Ab shahar bhar mein jikr meri khudkushi ka hai
Shahar Shayari
*****
आज तक गुमसुम खड़ी हैं शहर में
जाने दीवारों से तुम क्या कह गए
Aaj tak gumsum khadi hain shahar mein
Jane deewaron se tum kya kah gaye
*****
मैं अपनी दोस्ती को शहर में रूसवा नहीं करता
मोहब्बत मैं भी करता हूँ मगर चर्चा नहीं करता
Main apni dosti ko shahar se ruswa nahin karta
Mohabbat main bhi karta hoon magar charcha nahin karta
*****
हर बात पे उठती हैं उंगलियां मेरी तरफ
क्या मेरे सिवा शहर में मासूम हैं सारे
Har baat pe uthati hai ungaliya meri taraf
Kya mere siwa shahar mein masoom hain sare
*****
ख़ामोश सा शहर और गुफ़्तगू की आरज़ू
हम किससे करें बात कोई बोलता ही नहीं
Khamosh sa shahar aur guftgoo ki aarzoo
Ham kisse kare baat koi bolta hi nahi
*****
यादों का शहर देखो बिलकुल वीरान है
दूर दूर न जंगल है न ही कोई मकान है
Yaadon ka shahar dekho bilkul veeran hai
Door door na jangal hai na hi koi makan hai
*****
नासमझ हो गये है कातिल शहर के
मुझ लाश पे ही वार कर जाते है
Nasamajh ho gaye hai qatil shahar ke
Mujh lash pe hi waar kar jate hai
*****
लगा है आजकल मेला मेरे शहर में
उम्मीद उनके भी नज़र आने की है
Laga hai mela aajkal mere shahar mein
Ummeed unke bhi nazar aane ki hai
*****
दिखावा मत कर मेरे शहर में शरीफ होने का
हम खामोश तो है लेकिन ना-समझ नहीं
Dikhawa mat kar mere shahar mein shareef hone ka
Ham khamosh to hai lekin nasamjh nahin
*****
और तो सब ठीक है लेकिन, कभी-कभी यूँ ही
चलता फिरता शहर अचानक तन्हा लगता है
Aur to sab theek hai lekin, kabhi-kabhi yun hi
Chalta firta shahar achank tanha lagta hai
Roothna Manana Shayari | रूठना मनाना शायरी
Shehar Shayari
*****
- Beti Shayari | बेटी पर शायरी
- Pita Shayari | पिता शायरी
- Dua Shayari | दुआ शायरी
- Bewafa Sanam Shayari | बेवफा सनम शायरी
- प्रसिद्ध शायरों की शायरियों का विशाल संग्रह
Tag : Shahar Shayari, Shehar Shayari, Hindi, New, Best, Latest, Famous, Images, Pics, Photos, 2 Line, 4 Line, Whatsapp, Facebook, Collection, शहर शायरी
Join the Discussion!