*****
Beamal ko duniya mein raahatein nahi milti
Beamal ko dunyaa mein raahatein nahi milti Doston duaaon se jannatein nahi milti
Is naye zamane ke aadami adhoore hain Sooratein to milti hai, seeratein nahin milti
Apne bal pe ladti hai apni jung har peedhee Naam se bujurgon ke azmatein nahi milti
Jo parindein aandhi ka saamna nahi karte Unko aasmaano ki raftein nahi milti
Is chaman mein gul boote khoon nahaate hai Sab ko hi gulaabon ki kismatein nahin milti
Shoharaton pe itara kar khud ko jo khuda samjhe Manzar aese logon ki turbatein nahin milti
Manzar Bhopali
*****
बेअमल को दुन्या में राहतें नहीं मिलतीं
बेअमल को दुन्या में राहतें नहीं मिलतीं दोस्तों दुआओं से जन्नतें नहीं मिलतीं
इस नए ज़माने के आदमी अधूरे हैं सूरतें तो मिलती हैं, सीरतें नहीं मिलतीं
अपने बल पे लड़ती है अपनी जंग हर पीढ़ी नाम से बुजुर्गों के अज्मतें* नहीं मिलतीं
जो परिंदे आंधी का सामना नहीं करते उनको आसमानों की रफतें नहीं मिलतीं
इस चमन में गुल बूटे खून से नहाते हैं सब को ही गुलाबों की किस्मतें नहीं मिलतीं
शोहरतों पे इतरा कर खुद को जो खुदा समझे मंज़र ऐसे लोगों की तुर्बतें नहीं मिलतीं
*अज्मतें – महानताएं
मंज़र भोपाली
*****
Tag – Famous, Best, Latest, Shayari, Sher, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Meaning, Hindi, Urdu, प्रसिद्ध, शायरी, शेर, ग़ज़ल, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, हिंदी, उर्दू,
Related posts:
R sultan says
Wah wah Kya baat hai