Bashir Badr
*****
Wo ghar bhi koi ghar hai jaha’n bachchiyaa’n na ho
Wo shaakh hai na phool, agar titliyaan na ho
Wo ghar bhi koi ghar hai jaha’n bachchiyaa’n na ho
Palko’n se aansoo’n ki mahak aani chaahiye
Khaali hai aasman agar badliyaa’n na ho
Dushman ko bhi khuda kabhi aesa maka’n na de
Taaza hawa ki jisme kahi’n khidkiyaa’n na ho
Main poochhata hoon meri gali me wo aaye kyo’n
Jis daakiye ke paas teri chitthiya’n na ho
Bashir Badr
<—–Ajeeb shkhs hai naraz ho ke hasata hai In aankhon se Din-Raat barsaat hogi—>
Collection of Bashir Badr Ghazals and Shayari
*****
वो घर भी कोई घर है जहाँ बच्चियाँ न हों
वो शाख़ है न फूल, अगर तितलियाँ न हों
वो घर भी कोई घर है जहाँ बच्चियाँ न हों
पलकों से आँसुओं की महक आनी चाहिए
ख़ाली है आसमान अगर बदलियाँ न हों
दुश्मन को भी ख़ुदा कभी ऐसा मकाँ न दे
ताज़ा हवा की जिसमें कहीं खिड़कियाँ न हों
मै पूछता हूँ मेरी गली में वो आए क्यों
जिस डाकिए के पास तेरी चिट्ठियाँ न हों
बशीर बद्र
<—–अजीब शख़्स है नाराज़ होके हंसता है इन आँखों से दिन-रात बरसात होगी—->
बशीर बद्र कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Best, Latest, Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Sher, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, शेर
Join the Discussion!